Thursday, April 16, 2009

HAR SUBAH


Har subah ek ummid bhi saath uthay
na jane aj kaun sa khwab tutay
aakash ke niche chand ki aar ma
har ek naya khwab juray
har ek ummid bhi saath uthay
na jane aj kaun sa khwab tutay......................


dharti ke bistar par zulfo ke takiye par
hawao ko chadar banakar sou
har din ko bure sapne ki tarah khou
ab to nae ummid naya aatma viswas
nazar aata hai par jab halki si karbat li to
sab khawab nazar aata hai.................................



har subah ek ummid bhi saath uthay
na jane aj kaun sa khawab tutay.........................

No comments:

Post a Comment