Thursday, April 16, 2009

BACHPAN


BACHAPAN KI WO MITHI MITHI YAADAY
YAAD JAB AATI HAI MUJHKO WO SARI BAATAY
JII KARTA HAI KHO JAU UN YAADO MAI
JII KARTA HAI FIR BAHAR NE AAU UN YAADO SA
BACHPAN KI WO YAADAY MITTHI
BACHPAN KI WO YAADAY................................YAAD JAB AATI HAI MUJHKO
MERI BACHPAN KI SAKHIA
UNKI YAADO MA BHAR AATI
HAI MERI YE DO AAKHIA
BACHPAN KI WO SAKHIA PYARI
BACHPAN KI WO SAKHIA.......................................SAKHIO KA GUSSA HO JANA
FIR UNKA YU ITRANA
FIR PYAR SAY ZULFAY SAHLANA
SARE GUSSAY KO BHUL JANA
YAAD AATI HAI WO SARI BAATIA
BACHPAN KI WO SAKHIA PYARI
BACHPAN WO SAKHIA....................................AAM KAY BAG SAY AAM CHURANA
BAAT BAAT PAR AAKH DIKHANA
AAM CHURA KAR AAM NA KHANA
YAAD AATI HI WO SARI AAMIA
BACHPAN KI WO AAMIA PYARI
BACHPAN KI WO AAMIA.......................................BACHPAN KI UN SARI YAADO KO
BHULI BISRI UN SARI BAATO KO
AAKHO MA BAND RAKHA HAI
MITTHI BAATO KO SANG RAKHA HAI
BACHPAN KI WO BAATIA PYARI
BACHPAN KI WO SAKHIA..........................................

No comments:

Post a Comment