Saturday, March 14, 2009

FANAA(DESH PREM)

GULAMO KI BASTI MA THAY HUM
PAR GULAMI SA LAR PADE THAY HUM
NAMANZUR THA GULAM BANNA
KARTE GAYE KHUD KO FANAA HUM......


USKI CHAHAT THI AISI KI
KHUD KO MITTI BANAYA
EK AAKHRI AAGOSH NE  USKE
DUSHMANO KA MITTI PALIT KARAYA.....


THARRANE LAGI THI UNKI KADME
JAB HAMNE KADAM BADHAYA
YE AFSANA BHI TO DEKHO
CHAHAT NE MERE APNA FARZ NIBHAYA.....


USKI CHAHAT KI TO HIMMAT THI
EK KADAM PAR HUMNE NA GHABRAYA
DHAR DABOCHA UN NA PAKHO KO
SIMA SA BAHAR FIKWAYA.......


JAAN NEOCHAWAR KARTE GAYE HUM
AUR KADAM BHI NA PICHE HATAYA
UNKI CHAHAT MA TO HAMNE
HAR DIN KO DIWALI BANAYA....


DEWANE THAY HUM UNKE DEWANEPAN MA
AZAADI KA PAGALPAN CHAYA THA HAR ANGAN MAY
SHOK NA THA HONE KA JIWAN
KYUNKI KHO KAR BHI HAMNE
KURBANI KO UNKE APNE
SABKA AATMA VISWAS BANAYA.......




jasbato ko mere


jab maine haath badhaya
kyu tumne haath churaya
jasbato ko mere tumne kyu thukraya.......
nazro sa meri kyu tumne nazar hataya
khayalo ko meri chor duga khayal apnaya
jasbato ko mere tumne kyu thukraya......
paigamo ko mere tumne afsana banaya
fir ek bhi paigam tumne na vigwaya
jasbato ko mere tumne kyu tukraya......
galiyo ke saare darwaze tumne band karwaye
darwaze ke aagya ek sisha bhi chadwaya
jasbato ko mere tumne kyu tukraya.........
saath mera chodd koe aur saathi banaya
bhir ma mujko tanha bhatkaya
jasbato ko mere tumne kyu thukraya.....
tumne aisa ghaw banaya
zakhmo ko mere aur badhaya
jasbato ko mere tumne kyu thukraya.....
tumne ye ehsaas karaya
pyar ko mere tumne jhootlaya
jasbato ko mere tumne kyu thukraya.....
aasu ko mere tumne bahaya
har bund ko aakho sa juda karaya
jasbato ko mere tumne kyu thukraya.....

meri beti

cham -cham karti payal ki chankar
jab bhi muskati wo har bar
thumak-thumak kar machal-machal kar
jetay sabka wo dular......................


par kia jab usne shringar
mang ma tha sajan ka pyar
jan na pae apne komal chanchal
man ka gharbar.................................


sapne ma dekha tha jo sansar
ussi ne bhej yum kay dwar
apne thay jo apne say
ban gaye bangar ka sapne..............................


jhulas-jhulas kay kalap-kalap kay
roti thi wo aasay
aakhay to sukhi hi rehti
par man mein tha aasu ka sailab................................


machal-machal kay hasti thi jo
sisak rahi thi ek kone ma
kahne ko to sab thay shayad
par wo hi thay pira ke rajad..................................


kahte khud ko thay insaan
par maya ki maya ma 
ban gaye thay haiwan
aant sanskar kar dia tha rishtoh ka
mar dia tha khud ka samman.....................................


tis si uuthi hai ye dekh
kahte jise shristi ki mata
karte hai unka hi sanghar...................................


sisak-sisak kar tarap-tarap kar
kahti sabse ek hi baat
le lo meri jaan jo chaho
maro na mujhko har bar...............................



cham-cham karti payal ki wo chankar
ban gae murdo aur asthio ka dwar...............